In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan") - Asha Bhosle

In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan") - Asha Bhosle

Год
2018
Язык
`фин(суоми)`
Длительность
343450

Төменде әннің мәтіні берілген In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan") , суретші - Asha Bhosle аудармасымен

Ән мәтіні In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan") "

Аудармасы бар түпнұсқа мәтін

In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan")

Asha Bhosle

«Tu mujhe chaahe na chaahe,

Ye tere bass mein to hai,

Aur main tujhko na chahun,

Ye mere bass mein nahi,»

In aankhon ki masti ke,

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain,

Mastaane hazaaron hain,

Mastaane hazaaron hain,

In aankhon se vaabastaa afsaane hazaaron hain,

Afsaane hazaaron hain,

In aankhon ki masti ke,

«Ab aap saamne hain tu kuch bhi nahi hai yaad,

Varna kuch aapse humein kehna zaroor tha»

Ik sirf humi mai ko,

Ik sirf humi.

Ikk sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain,

Aankhon se pilaate hain,

Kahne ko to duniya mein

(Kahne ko to duniya mein)

Kahne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain,

Maikhaane hazaaron hain,

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain,

Mastaane hazaaron hain,

In aankhon se vaabastaa afsaane hazaaron hain,

Afsaane hazaaron hain,

In aankhon ki masti ke,

(In aankhon ki masti ke)

2 миллионнан астам ән мәтіні

Әртүрлі тілдегі әндер

Аудармалар

Барлық тілдерге жоғары сапалы аудармалар

Жылдам іздеу

Қажетті мәтіндерді секундтарда табыңыз